ek parinda uud aaya tha aapni zameen see kooso door
naaye aasmaan
kee khoj maine
baasa liya tha usne aapna ek naaya gharoonda
naayi manzilo
kee chaaya maine
rehata thaa mashgool aapni hee shokiyo maine
par
murjhaa sa jaata tha, basant ritu ke dastak par
yaad aa jaati the usse apne gujree bachpan kee
jab woo
khela karta tha, aapne ghar – aangan ke
saaye maine
phir ek din aaya paigaam, kee aa raahi hai purvayee
aapne
saath lee kar woo purana aur suhana bachpan
lagta hai yeh sawaan aacha hooga
aur
beetigaa phir jeene maine, bhoole bisree sangeet koo
~lokesh v (XXXII)
No comments:
Post a Comment