Thursday, February 23, 2012

Tasavur


Aarj kiya hai....

"

Kaise kaare andaz e bayan us tasavur kaa
          dikhta hai jisme mujhe chehra meere yaar kaa
aur lee jaati hai woo mujhe khaabgaah kee un gaaliyaaro main
          jaaha tham jaata waqt, aur khoo jaate hai gam meere, 
meere yaar kee fiza maine
 "
Vocab:-
andaz e bayan= explain
tasavur = imaginary picture
khaabgaah=dreamworld
gaaliyaaro = passages / streets
waqt=time
fiza=air full of love and romance

~lokesh v. (X)

Tuesday, February 21, 2012

Beauty of Life.....



Life is not like a smooth and straight road, it is in-fact a drive up the hill. It will throw you the unexpected curves, blind corners and challenges but in the end when you reach at the top up then only you will be able to realize the beauty of the path traveled.

~lokesh v. (IX)  

Thursday, February 16, 2012

Broken Hearts....


Well V Day has just passed, thinking about love below are the few lines written by me dedicated to the broken hearts….


Kaaha khoo hoo gaayi hai teere woo aarib muskuraahat,
joo yaad dilate thee mosiq aandaaz maine behte jharne kaa

Kyo lag raaha tujhe dekh kee aaise jaise falak ne aghwa kar lee hoo zarkhaiz maydaan se saari nami
aur reh gaaya hoo pechee sirf ek banzaar zamin kaa tukda

Kyo sailaab saa umaad aaya hai en bheege-bheege palkoo kee piche, jaise chubhte nashtaar kaa dard chalak aaya hoo nigahoo main
beh jaane dee dard kaa mawaad nazaroo ke raaste, taaki khaali hoo sake dil ke koona - kisse naaye ehsaas kee liye

Kyo laab teere khamoshi maine bhi suna raahe hai teri udaasi kee dastaan
       Keh leene dee inhe joo dil main quaid hai, baad kamro kee too haawa bhi seelne lagti hai aur bimaar kar deeti hai poree ghar koo

Yeh aashir ek niyamaat hai khudaa kee, naa ruswaa hoo is-se maazi ke yaad main
samate kee bhikhe hue kushnuma paloo ke motiyoo ko, aur piroo lee ek mala main
Naa nafraat karna is maala see yeh sooch ke ki dard kee yaade hai,
rafan hoogi teri pechaan in-se, jaise kundan rafan hoota hai sholo kee tapish see
  
~lokesh v. (VIII)

Vocab:-
aarib = handsome
mosiq = musical
falak = sky
zarkhaiz = fertile
aashir = life

maazi=past
rafan = graceful / beautiful

Friday, February 10, 2012

Purvaeee (Moonsoon winds)....


 
Purvaeee kee soohani khushbo, dee raahi hai sandesh kaale-kaale badloo kee aane kaa
jaate dikh raaha hai kheto kee aur - khilkhilata chehra baapu kaa, go-dhooli see saraboor


ghaaro main phelaa hai, aanan-faanan kaa mahool
maa samet raahi hai aagan main adh-sootke kapde joo bikhree jaate hai pal-pal hawaa kee ghooko see
anaaj kaa kamra paa rahaa hai aaj jayadaa hee dulaar, daadi samet raahe hai gehoo aur chawal koo sookhe daboo main
daada laage hai bhoose kee goodam maine chappar kee mrammat maine


bhai-behen chehak hai raahe hai - raat ke tim tamate taro kee tarah
kabhi - kabhi dekhtee hai mud kar aasmaan kee aur - maano itnezar main hoo rim-zim kartee boondo kee
khli-khila uthe hai yeh sooch kar ke kal school main chooti hoogi aur khelenge gaun ke pokhar maine
baarish kaa paani mil jaayega ga maidaan kee sookhee miti se koo kehelege kichad kee geendoo see


lagta hai yeh saal suhana hooga aur nahin tarasna padega maa baaapu ko doo joon ke rooti ke liye….


`lokesh v. (VII)

Thursday, February 9, 2012

Desire....

These quotes are not mine and don't even know who wrote these but liked these too much too refrain my self from posting these.... 


How difficult it is many times
To hold one’s own hand back
Just as it is difficult
To stop black rain clouds from raining
One has to fight oneself
One has to convince oneself
One has to hold own hand
And bring oneself on to the right path
It’s not all that easy
To give up desires.