Showing posts with label Dil. Show all posts
Showing posts with label Dil. Show all posts

Thursday, November 29, 2012

Soocha naa tha...

Chalo aaj kuch roomani likthe hai....




Bahaaro maine kabhi aaisa samaa bhi hoga, soocha naa thaa


Hawaoo maine kabhi aaise khusboo bhi hoogi, soocha naa tha

Chandni maine - sapne hoo bhi sakte hai itne rooshan, soocha naa tha

Kissi kee aakho maine dunia dikh see jaati hai, soocha naa thaa

Kissi ke muskaan see khushi bhaagi - bhaagi see chaali aati hai, soocha naa tha

Kisse kee saaso maine hoo sakti hai itne kushboo, soocha naa tha

Woo kehte hai humse, kee hum kya soochte hai

Aab koi batlaye yaa hum batlaye, Kee aise hoogi humari sooch, humne kabhi soocha naa tha…


~lokesh v. (XLVIII)
 

Saturday, July 7, 2012

Awaara Dil




Zindagi ki aaanjaan rahoo maine
Nahin milte maan chaahe saaye sabhi

Zindagi dekhaati hai sapne naaye
Kyoki adhoori reh jaati hai poorani umeedee kabhi

Dil mangta hai afsaane naaye
Kyoki poori hooti nahin kahaniya sabhi

Dil ban jaata hai ek awara banjara
Kyoki khaali hai kaa koona kaahi

Chalta rehega yeh awaargee ka aalam
Jab tak milta nahin isse koi dilbar kaahi

 ~lokesh v (XXXVI)

Sunday, June 10, 2012

Kaash



Kyo zindagi ki raahee hooti hai teedi-meedi see
Kaash hooti yeh bhi seedhi lakiroo kee tarah

Kyo dil dhadakta hai unki saaso ki sargam see
Kaash rehta yeh bhi aanjaan jaazbaato kee ehsaas see

Kyo nazar aata hai unka chehra sapno kee gehrahiyo main
Kaash yeh bhi hoote ek  meethi yaad ki tarah

Joo yaad jab bhi aate, toh dil koo dee jaate ki sukoon bhara pal
es bechaani ki jagah

~lokesh v(XXXIII)