Showing posts with label Poetry. Show all posts
Showing posts with label Poetry. Show all posts

Thursday, November 29, 2012

Soocha naa tha...

Chalo aaj kuch roomani likthe hai....




Bahaaro maine kabhi aaisa samaa bhi hoga, soocha naa thaa


Hawaoo maine kabhi aaise khusboo bhi hoogi, soocha naa tha

Chandni maine - sapne hoo bhi sakte hai itne rooshan, soocha naa tha

Kissi kee aakho maine dunia dikh see jaati hai, soocha naa thaa

Kissi ke muskaan see khushi bhaagi - bhaagi see chaali aati hai, soocha naa tha

Kisse kee saaso maine hoo sakti hai itne kushboo, soocha naa tha

Woo kehte hai humse, kee hum kya soochte hai

Aab koi batlaye yaa hum batlaye, Kee aise hoogi humari sooch, humne kabhi soocha naa tha…


~lokesh v. (XLVIII)
 

Sunday, August 26, 2012

Zinda....



Khawboo ke gulshan maine khil raahe hai phool, to zinda ho tum
           Saaso maine umango kee khusboo hai, to zinda hoo tum

Nazaroo main kal kee sapne hai, to zinda ho tum
            Yaadoo ke jharokee maine milte hai kuch khatte – mithe ehsaas, to zinda hoo tum

 Dekh loo ek baar aapne mazhar kee aakhoo maine
           Dikh jaata hai agar tumhe koi anzaana aapna saa chehraa, to zinda hoo tum


 ~lokesh v (XLI)

Saturday, July 7, 2012

Awaara Dil




Zindagi ki aaanjaan rahoo maine
Nahin milte maan chaahe saaye sabhi

Zindagi dekhaati hai sapne naaye
Kyoki adhoori reh jaati hai poorani umeedee kabhi

Dil mangta hai afsaane naaye
Kyoki poori hooti nahin kahaniya sabhi

Dil ban jaata hai ek awara banjara
Kyoki khaali hai kaa koona kaahi

Chalta rehega yeh awaargee ka aalam
Jab tak milta nahin isse koi dilbar kaahi

 ~lokesh v (XXXVI)

Friday, June 22, 2012

Zindagi aur Khwaab



Zindagi hai toh Khwaab hai
Khwaab hai toh Maanzile hai
Maanzile hai toh Neeyat hai
Neeyat hai toh Raaste hai
Inhi Raasto par chalte hue kat jayegi yeh Zindagi
Jee lo zindagi ke yeh suhaane pal aaise 
jaise na jiyee hoo pehle kabhi

~lokesh v(XXXV)

Sunday, June 10, 2012

Kaash



Kyo zindagi ki raahee hooti hai teedi-meedi see
Kaash hooti yeh bhi seedhi lakiroo kee tarah

Kyo dil dhadakta hai unki saaso ki sargam see
Kaash rehta yeh bhi aanjaan jaazbaato kee ehsaas see

Kyo nazar aata hai unka chehra sapno kee gehrahiyo main
Kaash yeh bhi hoote ek  meethi yaad ki tarah

Joo yaad jab bhi aate, toh dil koo dee jaate ki sukoon bhara pal
es bechaani ki jagah

~lokesh v(XXXIII)

Tuesday, June 5, 2012

Purvayee kaa Paigaam



ek parinda uud aaya tha aapni zameen see kooso door
                naaye aasmaan kee khoj maine

baasa liya tha usne aapna ek naaya gharoonda
                naayi manzilo kee chaaya maine

rehata thaa mashgool aapni hee shokiyo maine
                par murjhaa sa jaata tha, basant ritu ke dastak par

yaad aa jaati the usse apne gujree bachpan kee
                jab woo khela karta tha, aapne ghar – aangan  ke saaye maine

phir ek din aaya paigaam, kee aa raahi hai purvayee
                aapne saath lee kar woo purana aur suhana bachpan

lagta hai yeh sawaan aacha hooga
                aur beetigaa phir jeene maine, bhoole bisree sangeet koo


~lokesh v (XXXII)