Its
Friday dear, chalo aaj kuch roomani likhte hai…..
Dil-e-Majboor
“
Bekudhi kaa aalam yeh bhi hooga soocha naa tha,
Khamooshi kaa aalam yeh bhi hooga soocha naa tha
Woo rehte hai mashgool aapni hee shokhiyon maine,
Aab kaise kaare ikraar–e–mohabbat unse aur kaise baatayee
Hamaari aakhooo ki roshaniye hai unki nazaar see,
Hamaari dil ki dhadkan hai unki saaso see
Unki ek muskurahat see mausam roomani hoota hai,
unki nazaaro maine aaya shabnam chubha jaata hai dil maine ek
teehkhi faak
Hum naa saahi unke ghulam iss duniya maine,
par kya kaare is dil-e-majboor kaa
Jisne kabool kar liya hai ghulami ka manzar,
is duniya kee rehmat koo chood kar
”
~lokesh
v. (XVIII)
~lokesh v. (XVI)
Vocab (in context of
above)
Bekhudi=unconsciousness /
unawareness of situation or emotions
Khamooshi = silence
Aalam=One who has the rule
Soocha=thought
Mashgool=occupied
Shokhiyon=mischiefs
ikraar–e–mohabbat=confession
of love
Roshaniye=light in the
eyes
Dhadkan=heartbeat
Saaso=breath
Muskurahat=smile
Mausam=weather
Romani=romantic
shabnam = tears
chubha=pinch
teekhi=sharp
faak=thorn
ghulam=slave
dil-e-majboor=love sick
heart
kabool=agreed / chosen
manzar=view / sight /
scene
rehmat=compassion
No comments:
Post a Comment