Some quick scribing which I did during the boring meeting
(ssshhh.. don’t tell any one…. ;) ha ha ha...)
“
Nazaar kee baatein hootho par mat aane do
Berukhi kaa aalam khayalo par mat chaane doo
Jaasbaat to jaasbaat hai, rehne do inhe dil kee agosh maine
Joo izhaar-e-dil bayaan kar diya tune to kya hooga jaane
Marhoom hoo naa jaaye kahin unki berukhi see bhi
”
~lokesh v.
(XVI)
Vocab
Nazaar=sight
Hootho=lips
Berukhi=aloofness often caused by
anger or indifference
Aalam=world
Khayalo=thoughts
Jaasbaat=feelings
Dil=heart
Aagoosh=embrace
Izhaar-e-dil=expressing feelings of
heart
Marhoom= to be deprived of something
No comments:
Post a Comment