Purvaeee kee soohani
khushbo, dee raahi hai sandesh kaale-kaale badloo kee aane kaa
jaate
dikh raaha hai kheto kee aur - khilkhilata chehra baapu kaa, go-dhooli see
saraboor
ghaaro main phelaa hai,
aanan-faanan kaa mahool
maa
samet raahi hai aagan main adh-sootke kapde joo bikhree jaate hai pal-pal hawaa
kee ghooko see
anaaj
kaa kamra paa rahaa hai aaj jayadaa hee dulaar, daadi samet raahe hai gehoo aur
chawal koo sookhe daboo main
daada
laage hai bhoose kee goodam maine chappar kee mrammat maine
bhai-behen chehak hai
raahe hai - raat ke tim tamate taro kee tarah
kabhi
- kabhi dekhtee hai mud kar aasmaan kee aur - maano itnezar main hoo rim-zim kartee
boondo kee
khli-khila
uthe hai yeh sooch kar ke kal school main chooti hoogi aur khelenge gaun ke
pokhar maine
baarish
kaa paani mil jaayega ga maidaan kee sookhee miti se koo kehelege kichad kee
geendoo see
lagta hai yeh saal
suhana hooga aur nahin tarasna padega maa baaapu ko doo joon ke rooti ke liye….
`lokesh v. (VII)
2 comments:
very refreshing it is locky..i read it a number of times to feel the feel..its lovely :)
Thnxs gorgeous... :)
Post a Comment