Thursday, February 16, 2012

Broken Hearts....


Well V Day has just passed, thinking about love below are the few lines written by me dedicated to the broken hearts….


Kaaha khoo hoo gaayi hai teere woo aarib muskuraahat,
joo yaad dilate thee mosiq aandaaz maine behte jharne kaa

Kyo lag raaha tujhe dekh kee aaise jaise falak ne aghwa kar lee hoo zarkhaiz maydaan se saari nami
aur reh gaaya hoo pechee sirf ek banzaar zamin kaa tukda

Kyo sailaab saa umaad aaya hai en bheege-bheege palkoo kee piche, jaise chubhte nashtaar kaa dard chalak aaya hoo nigahoo main
beh jaane dee dard kaa mawaad nazaroo ke raaste, taaki khaali hoo sake dil ke koona - kisse naaye ehsaas kee liye

Kyo laab teere khamoshi maine bhi suna raahe hai teri udaasi kee dastaan
       Keh leene dee inhe joo dil main quaid hai, baad kamro kee too haawa bhi seelne lagti hai aur bimaar kar deeti hai poree ghar koo

Yeh aashir ek niyamaat hai khudaa kee, naa ruswaa hoo is-se maazi ke yaad main
samate kee bhikhe hue kushnuma paloo ke motiyoo ko, aur piroo lee ek mala main
Naa nafraat karna is maala see yeh sooch ke ki dard kee yaade hai,
rafan hoogi teri pechaan in-se, jaise kundan rafan hoota hai sholo kee tapish see
  
~lokesh v. (VIII)

Vocab:-
aarib = handsome
mosiq = musical
falak = sky
zarkhaiz = fertile
aashir = life

maazi=past
rafan = graceful / beautiful

3 comments:

ANURAG said...

very nice sir, but to be true kuch words bilkul samajh nahi aaye.

~lokesh v. said...

@Anurag: Ha ha ha......dear will advise you to use google in case struck somewhere, or let me know and I will explain the meaning of those....

cheers
~lokesh v.

~lokesh v. said...

aarib = handsome
mosiq = musical
falak = sky
zarkhaiz = fertile
aashir = life
rafan = graceful / beautiful