Well V Day has just passed, thinking about love below are
the few lines written by me dedicated to the broken hearts….
Kaaha khoo hoo gaayi hai teere woo
aarib muskuraahat,
joo yaad
dilate thee mosiq aandaaz maine behte jharne kaa
Kyo lag raaha tujhe dekh kee aaise
jaise falak ne aghwa kar lee hoo zarkhaiz maydaan se saari nami
aur reh gaaya
hoo pechee sirf ek banzaar zamin kaa tukda
Kyo sailaab saa umaad aaya hai en
bheege-bheege palkoo kee piche, jaise chubhte nashtaar kaa dard chalak aaya hoo
nigahoo main
beh jaane dee
dard kaa mawaad nazaroo ke raaste, taaki khaali hoo sake dil ke koona - kisse
naaye ehsaas kee liye
Kyo laab teere khamoshi maine bhi
suna raahe hai teri udaasi kee dastaan
Keh leene dee inhe joo dil main quaid hai, baad kamro kee too haawa bhi seelne
lagti hai aur bimaar kar deeti hai poree ghar koo
Yeh aashir ek niyamaat hai khudaa
kee, naa ruswaa hoo is-se maazi ke yaad main
samate kee
bhikhe hue kushnuma paloo ke motiyoo ko, aur piroo lee ek mala main
Naa nafraat karna is maala see yeh
sooch ke ki dard kee yaade hai,
rafan hoogi
teri pechaan in-se, jaise kundan rafan hoota hai sholo kee tapish see
~lokesh v. (VIII)
Vocab:-
aarib = handsome
mosiq = musical
falak = sky
zarkhaiz = fertile
aashir = life
maazi=past
rafan = graceful / beautiful