Thandi haawaye gun-gaana raahi hai koi meethi
see dhun
Aate jaate pal suna
raahe hai kuch puranee afsaane
Yaad aa raahi hai kuch kush-numa beete paloo
ki kahaniya
Maan kehta hai - laut
chalo beeti paalo kee aashiyaane maine
Par koi kaise samjahyee iss manchale ko
Pal to pal hai – aate jaate hee rehenge
Yeh layenge aapne
saath hamesha kuch naayi kahaniya
Yeh Dil bhi hai ek awaara badal
Dhoond hee leega yeh
mouski ke naaye aasmaan
Kuch nayi manzile bhi hai palchin kee us par
In sookhe madaano kee
aage kar raahi hai intezaar - Zindagi kee kuch nayi haryaliya
Mat rook aapne badte kadmo koo – purane mausamo
ki chaah maine
Aur jee lee aapni
zindagi aase – jaise jee leete hai ek papihaa
Garmiyo ke unfaan ko, taaki phir mast hoo saake
- aane waali shabnam kee boondo see
~lokesh v (XLII)
No comments:
Post a Comment