Thursday, March 22, 2012

The Delimma



Was discussing something with one of my close friend – trying to understand him and help him out in his need of hour. Well I cannot talk about the problem he has; but sharing the thought process, the issue is – he is struck between the heart and the mind. While talking to him, I just realized – “It is never EASY!!!!”; doesn’t matter who is dealing with it and what the problem is. Heart always behaves like a drunk gambler willing to bet his life to get what it wants and the mind always acts like a tiger–mother defining strict “no go” zones.

This ever going war between the heart and the mind puts every person in to a dilemma and hence the thoughts below:-

Bhujhe bhujhe din kee chaya maine
          kuch door dikhtee see hai haawa main udte baadal – jaise sapne khel raahe hoo neend ke aangan main

Dekh kar unhe soochta hoo - kya hooga falak ke us par
kya raat ke chandni kar raahi hai mera intezar,
yaa phir ban ke reh jounga ek parwana, shama kee aagosh main aapni pehchaan khoota hua…
 ~lokesh v. (XV)


1 comment:

Neeraj Sharma said...

din bhujhe bhuje se lagte hai kabhi kabhi per aksar wo khile khile hote hai,
sapne kaise bhi ho neend ke aagan mein, per wo sach bhi hote hai,
zaroorat hai bus sab kuch luta ke unko pane ki,
parwane nahi khote pehchaan apni shama ke aagosh mein,
kyonki unhone to bus dena hi sikha hai,
wo to khud dete hai pehchaan shama ko,
aur kya parwana lega kisi se, jo deta hai roshni bhi jal ke

Regards,
Neeraj