Friday, October 5, 2012

Silsilay




Thandi haawaye gun-gaana raahi hai koi meethi see dhun
Aate jaate pal suna raahe hai kuch puranee afsaane

Yaad aa raahi hai kuch kush-numa beete paloo ki kahaniya
Maan kehta hai - laut chalo beeti paalo kee aashiyaane maine

Par koi kaise samjahyee iss manchale ko

Pal to pal hai – aate jaate hee rehenge
Yeh layenge aapne saath hamesha kuch naayi kahaniya

Yeh Dil bhi hai ek awaara badal
Dhoond hee leega yeh mouski ke naaye aasmaan

Kuch nayi manzile bhi hai palchin kee us par
In sookhe madaano kee aage kar raahi hai intezaar - Zindagi kee kuch nayi haryaliya

Mat rook aapne badte kadmo koo – purane mausamo ki chaah maine
Aur jee lee aapni zindagi aase – jaise jee leete hai ek papihaa
               
Garmiyo ke unfaan ko, taaki phir mast hoo saake - aane waali shabnam kee boondo see



~lokesh v (XLII)

No comments: