Friday, April 13, 2012

Dil-e-Majboor


Its Friday dear, chalo aaj kuch roomani likhte hai…..



Dil-e-Majboor



Bekudhi kaa aalam yeh bhi hooga soocha naa tha,
Khamooshi kaa aalam yeh bhi hooga soocha naa tha

Woo rehte hai mashgool aapni hee shokhiyon maine,
Aab kaise kaare ikraar–e–mohabbat unse aur kaise baatayee

Hamaari aakhooo ki roshaniye hai unki nazaar see,
Hamaari dil ki dhadkan hai unki saaso see

Unki ek muskurahat see mausam roomani hoota hai,
unki nazaaro maine aaya shabnam chubha jaata hai dil maine ek teehkhi faak

Hum naa saahi unke ghulam iss duniya maine,
par kya kaare is dil-e-majboor kaa

Jisne kabool kar liya hai ghulami ka manzar,
is duniya kee rehmat koo chood kar
         
~lokesh v. (XVIII)
~lokesh v. (XVI)
Vocab (in context of above)
Bekhudi=unconsciousness / unawareness of situation or emotions
Khamooshi = silence
Aalam=One who has the rule
Soocha=thought
Mashgool=occupied
Shokhiyon=mischiefs
ikraar–e–mohabbat=confession of love
Roshaniye=light in the eyes
Dhadkan=heartbeat
Saaso=breath
Muskurahat=smile
Mausam=weather
Romani=romantic
shabnam = tears
chubha=pinch
teekhi=sharp
faak=thorn
ghulam=slave
dil-e-majboor=love sick heart
kabool=agreed / chosen
manzar=view / sight / scene
rehmat=compassion

No comments: